9th month se indica car ko service center per rok rakha hai problem solve nahi kiya.meri indica car no.up70AQ 8111 chasis no.605161GTZPB5520 engine no.47510T15GTZPB1355 accident ho jane ke karan dt.31.08.2009 ko insurance claim ke tahat sahi karane ke liye car ki aur problem tyre supression,autolocking system,earthing problem manufacturing defect ke karan automobile sterling(service center) noida me job card no.jc-Auster-NA-0910-005240 banva kar jama kar diya problem solve nahi hone per legal notice bheja koi jawab aur car ki marammat nahi ki gaye dt.12.11.09 ko insurance reneval ke liye 7642/-ka SBI a/c no 11047388258 cheque no.475233 diya gaya lakin D.G.M.S.P.Singh Yadav ne insurance ki daye expire hone ke baad bhi insurance nahi karvaya majboor hokar 24.01.10 ko district consumer forum noida me case no.68/2010 darj karva diya aur car vapas mangne per bond satisfaction bherne ko dabav dalte hai car ko jabt karke rakha hua hai is complain per court ne car release order dt.18.05.10 ko kia jis ke adesh per dt.19.05.10 ko labour/equipment charge Rs.656/-paid karne ke bad bhi car release nahi kar rahe hai jabki car me new spare wheel(stepni),5 new floor mats,sony exploid amplifire,autolock gun,engine oil nil,side mirror nil,wiper blaid scrap,scraches on car body,door cover ukhde hue aur car body colour fade ho chuke hai.gayab ho gaye saman ko dene se inkar aur kuch bhi writen dene ko tayar nahi hai.court ke adesho ki bhi avhelna ki gaye hai aisi sthiti me future me kabhi TATA KI CAR NAHI KHARIDUNGI AUR SERVICE CENTER NE KOI SERVICE PROVIDE NAHI KARAYE HAI TOTAL UNSATISFY HU. KHUDAHAFIZ